Refund aur cancellation

  • ₹49 sirf ek council ke liye hai. Koi subscription ya auto-renewal nahi.
  • Payment ke baad baaki raay ya saar nahi aaya toh hum ek baar retry karte hain; phir bhi fail hua toh poora refund automatically.
  • Refund 5–7 working days mein usi UPI/account mein aata hai.
  • Paise kat gaye aur unlock nahi hua? Email kijiye; 48 ghante mein jawab denge.

Contact

Aman · support@heavenstech.online

Payments Razorpay process karta hai. Aapke card ya UPI details humein nahi dikhte. Last updated: 15 October 2026